🔐 Scam 1: Unknown Amount Receive Scam

💸 Scam Kaise Hota Hai?

- Scammer aapke account me ₹1 ya ₹10 bhejta hai UPI se - Aap curious hoke uske profile me jaate ho - Tabhi ek payment request active hoti hai (already sent by scammer) - Aap PIN dalte hi wo approve ho jaata hai = Account se paise chale jaate hain

🧠 Alert:

> UPI me paisa aane par PIN nahi daalte. > Agar PIN mang raha hai = wo paisa jaa raha hai, aa nahi raha!

Comments

Popular posts from this blog

Welcome to Cyber Alert India – Be Aware, Stay Safe

Cybercrime ke 7 Sabse Common Scam – Click Karke Bachav Seekhiye

🔐 Scam 5: Social Media Giveaway Fraud